shayari 2011, shairi 2011, urdu poetry, hindi poetry, sad urdu shayiri
Yeh azadi, mera mulk ,yeh meray apnay
Yeh na hon to mein kidhar jaongi
Waisay to har cheez hi qeemti laggay hai mujhko
Aik bijli na ho to duniya hi se kut jaongi
Yeh na hon to mein kidhar jaongi
Waisay to har cheez hi qeemti laggay hai mujhko
Aik bijli na ho to duniya hi se kut jaongi
Haan yeh khwab bhi to zarori hain jeenay k liyay
Yeh na dekhon gi agr tau aik din bikhar jaongi
Solah singhar ki hargiz zarorat nahin mujhay
Solah singhar ki hargiz zarorat nahin mujhay
Tumhari aik muskurahat par muskura kar hi sanwar jaongi
Apnay Khaliq k kamal ki aik misaal hon mein
Shoq se ayee tau na thee duniya mein lekin
Jab Woh chahay ga to shoq se mar jaongi
Apnay Khaliq k kamal ki aik misaal hon mein
Shoq se ayee tau na thee duniya mein lekin
Jab Woh chahay ga to shoq se mar jaongi
No comments:
Post a Comment