Sunday, July 31, 2011

Ramadan 2011

Ramazan Mubarak, Ramadan quotes, Ramadan messages, ramadan 2011 and short poem for ramadan

Ramadan Khazana hai
Eemaan thikana hai

Allah ki rehmat hai
Bas lutf uthana hai

Dil se guzaro is ko
GarBaab-e-Rayyan se jaana hai!!!

i

Friday, July 29, 2011

Ramadan Messages 2011

Holy month of ramadan is just around the corner so why not wish your family and friends with the best ramadan messages


Aik khoob mahina arha hay sawaab kamaanay ka
Apnay gunhaaon par ansoo bahaanay ka
Barkaton aur duaaon k lootnay khazanay ka
Mubarak ho sab ko ramadan manaanay ka








new shayari 2011

shayari 2011, shairi 2011, urdu poetry, hindi poetry, sad urdu shayiri

Yeh azadi, mera mulk ,yeh meray apnay
Yeh na hon to mein kidhar jaongi
Waisay to har cheez hi qeemti laggay hai mujhko
Aik bijli na ho to duniya hi se kut jaongi
Haan yeh khwab bhi to zarori hain jeenay k liyay
Yeh na dekhon gi agr tau aik din bikhar jaongi
Solah singhar ki hargiz zarorat nahin mujhay
Tumhari aik muskurahat par muskura kar hi sanwar jaongi
Apnay Khaliq k kamal ki aik misaal hon mein
Shoq se ayee tau na thee duniya mein lekin
Jab Woh chahay ga to shoq se mar jaongi
Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...