Eid Mubarak, and eid mubarak sms
Eid mubarak kehnay mein dair na lagao
Eidi jo milegi usay aisay na urao
Kutch loag tumharay beech aisay bhi toh hongay
Jo eid mananay ka saamaan nahin rakhtay
Un loagon ki khushiyon ka tum sabab ban jao:)
Eid Mubarak!!